» zindagi sari chah me gujri, umar sari guanah me gujri. ek khushi hum ne dil se maangi wo bhi gam ki pnaha me gujri.. jab rulaana hi tha tujhe to phir hasaya kyun saath reh kar bhi hai judaa to paas aaya kyon tumne bhi rangoli sajayi hogi matwaali diwaali manayi hogi bujha hua chirag dekhkar humari yaad to aayi hogi i’m not denying anything to you.. its ur life,do whatever u want.. just that,don’t expect anything from me after that roz kisi ka intzaar hota hai, roz yeh dil udass hota hai, kash ke koi yeh samjh pata ki, chup rahne walon ko bhi kisi se pyar hota hai kisi ne hamein aashiq kaha, kisi ne hamein deewana kaha, in aankhon mein aansu tab aaye, jab apnon ne hamein begana kaha kisi ko mohabat ki sachchai maar degi, kisi ko mohabat ki gehrai maar degi, kar ke mohabat koi na bachega, jo bacha use tanhai maar degi
Age : 38 , Male
Interested in Female Only
CHANDIGARH, Chandigarh, INDIA